raag bhoopaali
raag parichay--
thaat- kalyaan
varjit svar- m, ni
jaati- audav-audav
vaadi- g
sanvaadi-dh
gaayan samay- raatri ka pratham prahar
is raag ka chalan mukhyat: mandr aur madhya saptak ke pratahm hisse mein hoti hai (poorvaang pradhaan raag). is raag mein thumari naheen gaayi jaati magar, bada khayaal, chhota khayaal, taraana aadi gaaya jaata hai. Karnataka sangeet mein ise mohan raag kehte hain.
aaroh- sa, re, g, p, dh, sa.
avaroh- saan, dh, p, g, re, sa.
pakad- ga re sa dha,sa re g, pag,dhap,garesa Filmi songs on This Raga; Sehra; Pankh Hoti To Udd Aati Re, Love In Tokyo; Sayonara,Sayonara, Chori Chori; Rasik Blma, Ahh; Yeh Sham Ki Tanhaiyan,