nitl

samast bhoomandal pachaas karod yojan vistaar wala hai. iski oonchaai sattar sahasr yojan hai. iske neeche saat paataal nagariyaan hain. atal unamein se teesara hai.